Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai


Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai,
Hosh walo ko Diwana bana rakha hai,
Naz kaise na karu aapki dosti par,

Muj jaise naachij ko KHAS bana rakha hai..