Koshish karta hun jab sher banane ki kabhi

Koshish karta hun jab sher banane ki kabhi,
To kambakht pyar yaad aa jata hai,
Aur jab koshish karta hun pyar yaad karne ki,
To na jaane kaise sher ban jata hai.