Mana ki kabhi dil ki baat na bataoge

Mana ki kabhi dil ki baat na bataoge,
Par ankhon mein jo hai wo kaise chupaoge,
Wada raha hamara yeh tumse,
Jabhi palke uthaoge hume samne paoge...!!