Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte they


Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte they,
Yaad unhe din-raat kiya karte they,
Ab un raahon se guzra nahi jaata,
Jahan baith kar unka intzaar kiya karte they ...!!!