Showing posts with label Flirting Shayari. Show all posts
Showing posts with label Flirting Shayari. Show all posts

पारो ने कहा शराब छोड़ दो

पारो ने कहा शराब छोड़ दो,
.
.
.
.
बस उसके बाद फिर पारो से कभी बात नहीं हुई..
गलत सलाह दे रही थी.

Dosti ki kadar karte hai hum

Dosti ki kadar karte hai hum,
Aasma mein sitare hain jitne.
Yakin na ho to call kar ke dekh lo,
Baat karenge aapke mobile mein paise ho jitne

Tere pyaar main kitna intezaar kiya

Tere pyaar main kitna intezaar kiya,
Tere pyaar main kitna intezaar kiya.
Aur uss intezaar mein na jane kitno se pyaar kiya.

Tum door sahi majboor sahi

Tum door sahi majboor sahi,
Par yaad tumhari aati hai.
Jab saans wahan par leti ho,
To badboo yahaan tak aati hai.

Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai

Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai,
Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai,
TATA namak istemal karo kyun ki IODINE ki kami hai.

Dhoka mila jab bhi pyar mein

Dhoka mila jab bhi pyar mein,
Zindgi mein udasi chaa gayi.
Socha tha chhor denge is raah ko,
Kambakht phir ek new number se miss call aa gayi.

Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai

Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai,
Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai,
By God, tera wazan dekh ke meri jaan nikal jaati hai.