Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota , Toh maikhane jake har roz yun badnam na hota, Mil jaati chahne wali usse bhi kahin raah mein koi, Agar kadmon mein nasha aur hath mein jaam na hota ..!!
Naam to Likh Du Uska
Naam to Likh Du Uska … Apni Har Shayari Ke Sath . . Magar Fir Khayal Aata hai , Masoom Si Hai Jaan Meri Kahi Badnaam Na Ho Jaye!!
Shayari to ek bahana hai
Shayari to ek bahana hai , irada to aapka ek lamha churana hai, aap hame yaad karo ya na karo , Bas hame to aapke khayalo me aana hai. .!!
Aur mujhe jhukna nahi aata
Teri Mohabbat mein. . Aur meri fitrat mein .. Fark sirf itna hai, K tera attitude nahi jata. . Aur mujhe jhukna nahi aata ..!!
Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein
Ishq- a - bewafai ne daal di hai aadat buri , Main bhi sharif hua karta tha is zamane mein, Pehle din shuru karta tha masjid mein namaaz se , Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein..!!
Pyar me Dhokha Khaye Hue Insaan ne Khuda Se Kaha
Pyar me Dhokha Khaye Hue Insaan ne Khuda Se Kaha ! YA Khuda Tu Ishq Na Karna . . Varna Khub Pachtayga Hum to Mar k TERE Pas Aayenge .. Tu Kiske Paas Jayega ..!!
Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye
Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye , Jab bhi Teri yaad Aayi tujhe bhula ke Roye , Ek tera hi to naam tha jise hazaar bar likha, Jitna likh ke khush hue uss se jyada mita ke Roye ..!!
Sirf sitaron mein hoti mohabbat agar
Sirf sitaron mein hoti mohabbat agar,
In alfazon ko khubsurati kaun deta,
Bus patthar banke reh jata Taj Mahal,
Agar ishq ise apni pehchan na deta..!!
Mana ki kabhi dil ki baat na bataoge
Mana ki kabhi dil ki baat na bataoge,
Par ankhon mein jo hai wo kaise chupaoge,
Wada raha hamara yeh tumse,
Jabhi palke uthaoge hume samne paoge...!!
Do Baante Unse Ki To Dil Ka Dard
Do Baante Unse Ki To Dil Ka Dard
Kho Gaya, Logo Ne Humse Pucha
Ke Tumko Kya Ho Gaya Bekraar
Aankho Se Hans Kar Reh Gaye Ye
Bhi Na Kah Ske Ki Hme Pyar Ho Gaya..!!
Lakh Bhula Ke Dekho Ham Dil Se
Lakh Bhula Ke Dekho Ham Dil Se
Yaad Ayenge, Honge Aapke
Bahut Dost Ham Alag Nazar Ayege
Tum Pani Pi-pi Kar Thak Jana
Ham Hichkiya Ban Ban Ke Satayege..!!
Aaj Dil Puch Baitha Apni Hi
Aaj Dil Puch Baitha Apni Hi
Tasveer Se, Tune Kya Paya
Hai Apni Taqder Se, Apki
Tasveer Dil Ko Dikhaya,
Aur Kaha Aisa Pyar Paya
Hai Duniya Ki Is Bheed Me..!!
Wo Keh Gaye Mera Intezar Mat Karna
Wo Keh Gaye Mera Intezar Mat Karna,
Me Kahu To Bhi Mera Aitabar
Mat Krna, Ye Bhi Kaha Unhe
Pyar Nahi Mujhse, Aur Ye Bhi
Keh Gye Kisi Aur Se Pyar Mat Karna..!!
Jo mile use pyaar karo its a Compromise
Jo mile use pyaar karo its a Compromise, jise pyaar karo Wo mil jaye its a success, aur jo na milne wala yeh jante hue bhi sirf use hi pyaar karo true love..!!
dil to chata hai par izhaar se darta hai
dil to chata hai par izhaar se darta hai
kahin kho na de app ko is bath se darta hai
kare to kare kiya teri mohbbat pane ko ye ghailb(dildaar)
kahin to inkaar na karde is bath se darta hai..!!
Meri Yad Aye To Dil Se Pukar Na
Is Riste Ko Nibhaunga,
Koshis Ye Rahegi Aapko Kabhi Nehi Bhulunga,
Meri Yad Aye To Dil Se Pukar Na,
Kisi Or Dil Me Rahunga To Bhi Chale Aaunga..!!
teri ankhon me hamne sare nazaron ko dekha
teri ankhon me hamne sare nazaron ko dekha
hamne tumko chand sitaron me dekha
hame to sirf app ka intezaar hai ghalib (dildaar)
warna in ankhon ne to hazaron ko dekha..!!
Mujhse woh hi sawal puchhti h
Mujhse woh hi sawal puchhti h, tum mujhse itna pyaar kyun karte ho?,Koi ja kar bata de unko ki, Zindagi bhala kis pyari nahi hoti.!!
Duan Mangu Ye Rista Kabhi Na Tute
Duan Mangu Ye Rista Kabhi Na Tute,
Tab Tute Jindegi Ki Aankhri Sans Chute,
Kya Rista Tha Purab Janam Me Aapke Sath,
Jarur Kuch Rista Tha Is Liye Ham Karib Aaj…!!
ऐ सनम कभी प्यार मत करना
ऐ सनम कभी प्यार मत करना,
हो जाये तो इंकार मत करना,
निभा सको तो निभा देना,
लेकिन किसी की जिंदगी बरबाद मत करना !!!!