Showing posts with label Zindagi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Zindagi Shayari. Show all posts

Parwah karni hai to uski kar jo teri karey

Parwah karni hai to uski kar jo teri karey,
Zindagi me tujhe jo kabhi tanha na karey,
Jaan banke utar ja tu uski ruh me,
Jo jaan sey b jyada tujh sey wafaa karey.

Zindagi haseen hai zindagi se pyar karo

Zindagi haseen hai zindagi se pyar karo,
Ho raat to subah ka intzar karo,
Wo pal bhi aayega jis pal ka intzar hai apko,
Bas rab pe bharosa aur waqt pe aitbar karo.

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain,
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna,
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti hai.

Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di

Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di,
.
.
Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.

Zindagi haseen hai zindagi se pyar karo

Zindagi haseen hai zindagi se pyar karo,
Ho raat to subah ka intzar karo,
Wo pal bhi aayega jis pal ka intzar hai apko,
Bas rab pe bharosa aur waqt pe aitbar karo.

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti hai

Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako

Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain,
Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.

Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai

Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,
Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai.

Khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se

Yeh bhi ek dua hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se,
Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe,
Ki khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se.

Manzil unhi ko milti hai

Manzil unhi ko milti hai,
Jinke sapno mein jaan hoti hai,
Pankh se kuchh nahi hota,
Hauslon se udan hoti hai.