Showing posts with label Dhoka Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dhoka Shayari. Show all posts

kuchh log jalte hain mujhse

Rehte hain Aas - Pass hi , Lekin sath nahi hote , kuchh log jalte hain mujhse , bas khaak nahi hote...!!

Madhhosh hum hardam raha karte hain

Madhhosh hum hardam raha karte hain , Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain , Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron , Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain ..!!

Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota

Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota , Toh maikhane jake har roz yun badnam na hota, Mil jaati chahne wali usse bhi kahin raah mein koi, Agar kadmon mein nasha aur hath mein jaam na hota ..!!

Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein

Ishq- a - bewafai ne daal di hai aadat buri , Main bhi sharif hua karta tha is zamane mein, Pehle din shuru karta tha masjid mein namaaz se , Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein..!!

Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye

Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye , Jab bhi Teri yaad Aayi tujhe bhula ke Roye , Ek tera hi to naam tha jise hazaar bar likha, Jitna likh ke khush hue uss se jyada mita ke Roye ..!!

Jahan chahat hoti hai wahin rahat hoti hai

Jahan chahat hoti hai wahin rahat hoti hai,
Akhir sacche pyar mein hi judai kyun hoti hai,
Mere dard ko tu na samajh paega,
Kis tarah se sambhal rahi hu khud ko
Shayad hi tu bhi kabhi khud ko sambhal paega..!!

Bas ab ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jaayegi

Bas ab ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jaayegi,
Ab to bas uljhan hai sath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
Rimjhim si gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi..!!

ना किया कर अपने दर्द को शायरी में ब्यान ये नादान दिल

ना किया कर अपने दर्द को शायरी में ब्यान ये
नादान दिल ,
कुछ लोग टुट जाते हैं इसे अपनी दास्तान समझकर …!!

उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो

उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो;
जो ना हो अपना उसे अपनाने की ज़िद न करो;
इस समंदर में तूफ़ान बहुत आते है;
इसके साहिल पर घर बनाने की ज़िद न करो।

अपनी सांसो मे आबाद रखना मुझे

अपनी सांसो मे आबाद रखना मुझे
मै रहू न रहू तुम याद रखना मुझे..!!!

Is Duniya ke Log Bhi Ajeeb Hain

Is "Duniya" ke Log Bhi Ajeeb Hain,
Sare Khilone Chor Kar "
JAZBAAT"
or "DIL" Se Khela Karte hain....

वो आए तो कहना लौट जाए

"वो आए तो कहना लौट जाए
.
.
.
न तो उसका इन्तजार है न ही कोई शिकायत"

मुझे हराकर कोई मेरी जान भी ले जाए मुझे मंजुर है

मुझे हराकर कोई मेरी जान भी ले जाए मुझे मंजुर है..!! .
लेकिन धोखा देने वालों को मै दुबारा मौका नही देता..!!

Unke hontho pe mera naam jab aya hoga

Unke hontho pe mera naam jab aya hoga..
Khudko ruswayi se phir kaise bachaya hoga..
Sunke fasana auro se merii barbadi ka..
Kya unko apna sitam na yaad aya hoga..!!

shq-a-bewafai ne daal di hai aadat buri

Ishq-a-bewafai ne daal di hai aadat buri,
Main bhi sharif hua karta tha is zamane mein,
Pehle din shuru karta tha masjid mein namaaz se,
Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein..!!

Ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum

Ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
Dusre Hi Pal Khwab Bankar Udd Jate Ho,
Tum Jaante ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyon se,
Phir Bhi Baar Baar Tanha Chhor jate ho Tum..!!

Barbaad ho gaye the hum duniya ne yun humko sataya tha

Barbaad ho gaye the hum duniya ne yun humko sataya tha,
Har ek mod pe hum girte the kisi ne bhi na humko uthaya tha,
Tab tune hi sanam ek umeed ka diya jalaya tha,
Apne har ek gam ko chupakar mujhe jeena sikhaya tha..!!

Uski Chahat Se Ikrar Na Karte

Uski Chahat Se Ikrar Na Karte.
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Krte..!!