Is kadar hum un ki mohobbat mein kho gaye,
Ki ek nazar dekha aur bas unhi ke ho gaye,
Aankh khuli to andhera tha dekha ek sapna tha,
Aankh bandh ki or unhi sapno me phir kho gye..!!
Is kadar hum un ki mohobbat mein kho gaye
Kuch to baat hai tujme jo tujhe yaad krne ko ji chahta hai
Kuch to baat hai tujme jo tujhe yaad krne ko ji chahta hai
Kuch khas hai jo tujhe bahon me bharne ko ji chahta hai,
Hum tere kareeb hai ya nhi ye jante nhi hai magar dilbar
Fir bhi mohabbat mein hadd se guzarne ko ji chahta hain..!!
Apne honton se choom lu ankhein teri
Apne honton se choom lu ankhein teri,
Bechain kardon sab ratein teri,
Lahoo ban kar sama jaon tere ang ang me,
Bn jaun tera dil, mehsus karu sansein teri..!!
Apne honton se choom lu ankhein teri
Apne honton se choom lu ankhein teri,
Bechain kardon sab ratein teri,
Lahoo ban kar sama jaon tere ang ang me,
Bn jaun tera dil, mehsus karu sansein teri..!!
Tujse hi har subha ho meri
Tujse hi har subha ho meri,
Tujse hi har sham,
Kuch aisa rishta ban gaya tujhse,
Ki Har saaso mein sirf tera hi naam..!!
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai..!!
Main Dua Mein Tujhe Manga Hai
Main Dua Mein Tujhe Manga Hai,
Magar Wafa Se Manga Hai..!!
Kabhi Sajde Mein Jakar Pucho Apne Rab Se,
K Maine Kis Kis Ada Se Tumhe Manga Hai..!!
तेरी धड़कन ही ज़िंदगी का किस्सा है मेरा
तेरी धड़कन ही ज़िंदगी का किस्सा है मेरा,
तू ज़िंदगी का एक अहम् हिस्सा है मेरा..
मेरी मोहब्बत तुझसे, सिर्फ़ लफ्जों की नहीं है,
तेरी रूह से रूह तक का रिश्ता है मेरा..!!
I never searched but I found you
I never searched but I found you
I never asked but I have you
I never wished for anything but it come true
I just want to thank God
For Giving me such a lovely wife like you..!
