Showing posts with label Break Up Shayari. Show all posts
Showing posts with label Break Up Shayari. Show all posts

कोई नही आऐगा मेरी जिदंगी मे तुम्हारे सिवा


कोई नही आऐगा मेरी

जिदंगी मे
तुम्हारे सिवा,
एक मौत ही है जिसका मैं
वादा नही करता. ।।

khali khali sa lage jb ‎hum‬ na ho

Baat aisi ho ke ‪jajbat‬ kam na ho,
Khyalat aise ho ke kabhi ‎gam‬ na ho,
Dil ke kone me itni jagah rakhna ke.
khali khali sa lage jb ‎hum‬ na ho.

Kabhi ek boond ke liye b tarash jaate he

Kabhi ek boond ke liye b tarash jaate he,
kabhi apne aap ko pura bhiga paate he,
kambakht ye mosam b girlfriend ki tarah hi he ,
kabhi hum unko pa jaate he,
kabhi wo hume chhodkar chale jaate he.

Wo rootha rootha sa lagta hai

Wo rootha rootha sa lagta hai,
Koi tarkeeb batao pass aane ki,
Main zindgi girvi rakh sakta hoon,
Tum keemat batao usey manane ki.

Dil Mein Mehakti Wafa Ki Kasam

Dil Mein Mehakti Wafa Ki Kasam,
Honton Ki Pehli Dua Ki Kasam,
Haan Tu Hi Hai Mera Humdum,
Teri Ek Nazar Ko Taraste Hai Hum.

Anshu ki likhawat ko pad na sakoge

Anshu ki likhawat ko pad na sakoge,
Gile kagaz pe kuch likh na sakoge,
Yad ayegi tumko hamari bate,
khokar jab tum pa na sakoge..