Madhhosh hum hardam raha karte hain , Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain , Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron , Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain ..!!
Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota
Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota , Toh maikhane jake har roz yun badnam na hota, Mil jaati chahne wali usse bhi kahin raah mein koi, Agar kadmon mein nasha aur hath mein jaam na hota ..!!
Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein
Ishq- a - bewafai ne daal di hai aadat buri , Main bhi sharif hua karta tha is zamane mein, Pehle din shuru karta tha masjid mein namaaz se , Ab dhalti hai shaam sharab ke sath mehkhane mein..!!
Ek jaam ulfat ke naam
Ek jaam ulfat ke naam,
Ek jaam mohabat ke naam.
Ek jaam wafa k naam,
Puri botal bewafa ke naam,
Aur pura theka doston ke naam..!!
Raat chup hai magar chand khamosh nahi
Raat chup hai magar chand khamosh nahi,
Kaise kahoon aaj phir hosh nahi,
Is tarah dooba hoon teri mohabbat ki gahrai mein,
Hath mein jaam hai aur peena ka hosh nahi..!!
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage,
Sharab mein gham ko milane lage,
Daru bhi bewafa nikali yaron,
Nashe mein to woh aur bhi yaad aane lage..!!
Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota
Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota,
Toh maikhane jake har roz yun badnam na hota,
Mil jaati chahne wali usse bhi kahin raah mein koi,
Agar kadmon mein nasha aur hath mein jaam na hota..!!
Madhhosh hum hardam raha karte hain
Madhhosh hum hardam raha karte hain,
Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain,
Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron,
Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain..!!
