Tujhey chahtey hain be-inteha


Tujhey chahtey hain be-inteha par chahna nahi aata,

Ye kaisi MOHABBAT hay ki hamain kehna nahi aata,

Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar,

ki tere bin hamein zinda rehna nahi aata,

Her pal tujhey bas tujhey duaon mein mangty hein,

Kya karein ki tumhare siwa kuch mangna nahi aata..!