Kagaz ki kashti thi nadi ka kinara tha

Kagaz ki kashti thi nadi ka kinara tha
Khelne ki masti thi dil yeh awara tha
Kahan aa gaye is samajhdaari ki daldal mein
Woh nadaan bachpan bhi kitna pyara tha!!